Surah Al-Hajj Verse 52 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Hajjوَمَآ أَرۡسَلۡنَا مِن قَبۡلِكَ مِن رَّسُولٖ وَلَا نَبِيٍّ إِلَّآ إِذَا تَمَنَّىٰٓ أَلۡقَى ٱلشَّيۡطَٰنُ فِيٓ أُمۡنِيَّتِهِۦ فَيَنسَخُ ٱللَّهُ مَا يُلۡقِي ٱلشَّيۡطَٰنُ ثُمَّ يُحۡكِمُ ٱللَّهُ ءَايَٰتِهِۦۗ وَٱللَّهُ عَلِيمٌ حَكِيمٞ
hum ne aap se pehle jis rasool aur nabi ko bheja us ke saath ye hoa ke jab wo apne dil mein koyi aarzu karne laga, shaitaan ne us ki aarzu mein kuch mila diya, pas shaitaan ki milaawat ko Allah ta’ala door kar deta hai, phir apni batien pakki kar deta hai, Allah ta’ala daana aur ba hikmath hai