Surah Al-Hajj Verse 60 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Hajj۞ذَٰلِكَۖ وَمَنۡ عَاقَبَ بِمِثۡلِ مَا عُوقِبَ بِهِۦ ثُمَّ بُغِيَ عَلَيۡهِ لَيَنصُرَنَّهُ ٱللَّهُۚ إِنَّ ٱللَّهَ لَعَفُوٌّ غَفُورٞ
baath yahi hai, aur jis ne badhla liya osi ke baraabar jo us ke saath kiya gaya tha, phir agar us se zyaadati ki jaaye to, yaqinan Allah ta’ala khud us ki madad farmayega, beshak Allah dar guzar karne waala, baqshne waala hai