Surah Al-Hajj Verse 65 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Hajjأَلَمۡ تَرَ أَنَّ ٱللَّهَ سَخَّرَ لَكُم مَّا فِي ٱلۡأَرۡضِ وَٱلۡفُلۡكَ تَجۡرِي فِي ٱلۡبَحۡرِ بِأَمۡرِهِۦ وَيُمۡسِكُ ٱلسَّمَآءَ أَن تَقَعَ عَلَى ٱلۡأَرۡضِ إِلَّا بِإِذۡنِهِۦٓۚ إِنَّ ٱللَّهَ بِٱلنَّاسِ لَرَءُوفٞ رَّحِيمٞ
kya aap ne nahi dekha ke, Allah hee ne zameen ki tamaam chize tumhaare liye musaqqar kardi aur us ke farmaan se paani mein chalti hoyi kashtiya bhi, wahi aasmaan ko thaame hoye hai, ke zameen par us ki ijaazath ke baghair gir na pade, beshak Allah ta’ala logo par shafaqqath wa narmi karne waala aur meherbaan hai