Surah Al-Furqan Verse 18 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Furqanقَالُواْ سُبۡحَٰنَكَ مَا كَانَ يَنۢبَغِي لَنَآ أَن نَّتَّخِذَ مِن دُونِكَ مِنۡ أَوۡلِيَآءَ وَلَٰكِن مَّتَّعۡتَهُمۡ وَءَابَآءَهُمۡ حَتَّىٰ نَسُواْ ٱلذِّكۡرَ وَكَانُواْ قَوۡمَۢا بُورٗا
wo jawaab denge ke tu paak zaath hai, khud hamein hee ye zeba na tha, ke tere siva auro ko apna kaar-saaz banaate, baath ye hai ke tu ne unhe aur un ke baap dadaao ko aasudgiya ata farmaayi, yahaan tak ke wo nasihath bhula baithe, ye log thein hee halaak hone waale