Surah Al-Qasas Verse 57 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Qasasوَقَالُوٓاْ إِن نَّتَّبِعِ ٱلۡهُدَىٰ مَعَكَ نُتَخَطَّفۡ مِنۡ أَرۡضِنَآۚ أَوَلَمۡ نُمَكِّن لَّهُمۡ حَرَمًا ءَامِنٗا يُجۡبَىٰٓ إِلَيۡهِ ثَمَرَٰتُ كُلِّ شَيۡءٖ رِّزۡقٗا مِّن لَّدُنَّا وَلَٰكِنَّ أَكۡثَرَهُمۡ لَا يَعۡلَمُونَ
kehne lage agar hum aap ke saath ho kar hidaayath ke taabedaar ban jaaye to hum to apne mulk se uchak liye jaaye, kya hum ne inhe aman wa amaan aur hurmath waale haram mein jagaah nahi di? jahaan tamaam chizo ke phal khinche chale aate hai jo hamaare paas ba-taur rizq ke hai, lekin un mein se aksar kuch nahi jaante