Surah Al-Qasas Verse 59 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Qasasوَمَا كَانَ رَبُّكَ مُهۡلِكَ ٱلۡقُرَىٰ حَتَّىٰ يَبۡعَثَ فِيٓ أُمِّهَا رَسُولٗا يَتۡلُواْ عَلَيۡهِمۡ ءَايَٰتِنَاۚ وَمَا كُنَّا مُهۡلِكِي ٱلۡقُرَىٰٓ إِلَّا وَأَهۡلُهَا ظَٰلِمُونَ
tera rab kisi ek basti ko bhi us waqt tak halaak nahi karta, jab tak ke un ki kisi badi basti mein apna koyi paighambar na bhej de, jo unhe hamaari aayate pad kar duna de aur hum bastiyo ko osi waqt halaak karte hai, jab ke wahaa waale zulm wa sitam par kamar kas le