Surah Al-Qasas Verse 7 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Qasasوَأَوۡحَيۡنَآ إِلَىٰٓ أُمِّ مُوسَىٰٓ أَنۡ أَرۡضِعِيهِۖ فَإِذَا خِفۡتِ عَلَيۡهِ فَأَلۡقِيهِ فِي ٱلۡيَمِّ وَلَا تَخَافِي وَلَا تَحۡزَنِيٓۖ إِنَّا رَآدُّوهُ إِلَيۡكِ وَجَاعِلُوهُ مِنَ ٱلۡمُرۡسَلِينَ
hum ne Mosa(alaihissalaam) ki maa ko wahi ki ke ise doodh pilaati reh, aur jab tujhe us ki nisbath koyi khauf maloom ho to, ose darya mein baha dena aur koyi dar khauf ya ranj gham na karna, hum yaqinan ose teri taraf lautaane waale hai aur ose apne paighambaro mein banaane waale hai