Surah Al-Qasas Verse 82 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Qasasوَأَصۡبَحَ ٱلَّذِينَ تَمَنَّوۡاْ مَكَانَهُۥ بِٱلۡأَمۡسِ يَقُولُونَ وَيۡكَأَنَّ ٱللَّهَ يَبۡسُطُ ٱلرِّزۡقَ لِمَن يَشَآءُ مِنۡ عِبَادِهِۦ وَيَقۡدِرُۖ لَوۡلَآ أَن مَّنَّ ٱللَّهُ عَلَيۡنَا لَخَسَفَ بِنَاۖ وَيۡكَأَنَّهُۥ لَا يُفۡلِحُ ٱلۡكَٰفِرُونَ
aur jo log kal us ke martabe par pahonchne ki aarzu mandiyaa kar rahe thein, wo aaj kehne lage ke kya tum nahi dekhte ke Allah ta’ala hee apne bandho mein se jis ke liye chaahe rozi kushaada kar deta hai aur tang bhi, agar Allah ta’ala hum par fazl na karta to hamein bhi dhasa deta, kya dekhte nahi ho ke na shukro ko kabhi kamyaabi nahi hoti