Surah Al-Ankaboot Verse 10 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Ankabootوَمِنَ ٱلنَّاسِ مَن يَقُولُ ءَامَنَّا بِٱللَّهِ فَإِذَآ أُوذِيَ فِي ٱللَّهِ جَعَلَ فِتۡنَةَ ٱلنَّاسِ كَعَذَابِ ٱللَّهِۖ وَلَئِن جَآءَ نَصۡرٞ مِّن رَّبِّكَ لَيَقُولُنَّ إِنَّا كُنَّا مَعَكُمۡۚ أَوَلَيۡسَ ٱللَّهُ بِأَعۡلَمَ بِمَا فِي صُدُورِ ٱلۡعَٰلَمِينَ
aur baaz log aise bhi hai jo zabaani kehte hai ke hum imaan laaye hai, lekin jab Allah ki raah mein koyi mushkil aan padti hai to, logo ki eza dahi ko Allah ta’ala ke azaab ki tarah bana lete hai, haan agar Allah ta’ala ki madad aa jaaye to pukaar uthte hai ke hum to tumhaare saathi hee hai, kya dunya jahaan ke sino mein jo kuch hai us se Allah ta’ala daana nahi hai