Surah Al-Ahzab Verse 22 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Ahzabوَلَمَّا رَءَا ٱلۡمُؤۡمِنُونَ ٱلۡأَحۡزَابَ قَالُواْ هَٰذَا مَا وَعَدَنَا ٱللَّهُ وَرَسُولُهُۥ وَصَدَقَ ٱللَّهُ وَرَسُولُهُۥۚ وَمَا زَادَهُمۡ إِلَّآ إِيمَٰنٗا وَتَسۡلِيمٗا
Aur sacchey momino (ka haal us waqt yeh tha ke) jab unhon ne hamla-awar lashkaron ko dekha to pukar utthey ke “ yeh wahi cheez hai jiska Allah aur uske Rasool ne humse wada kiya tha. Allah aur uske Rasool ki baat bilkul sacchi thi.” Is waqiye ne unke imaan aur unki supurdagi (submission) ko aur zyada badha diya