Surah Al-Ahzab Verse 38 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Ahzabمَّا كَانَ عَلَى ٱلنَّبِيِّ مِنۡ حَرَجٖ فِيمَا فَرَضَ ٱللَّهُ لَهُۥۖ سُنَّةَ ٱللَّهِ فِي ٱلَّذِينَ خَلَوۡاْ مِن قَبۡلُۚ وَكَانَ أَمۡرُ ٱللَّهِ قَدَرٗا مَّقۡدُورًا
Nabi par kisi aisey kaam mein koi rukawat nahin hai jo Allah ne uske liye muqarrar kardiya ho. Yahi Allah ki sunnat un sab ambiya (prophets) ke maamle mein rahi hai jo pehle guzar chuke hain aur Allah ka hukum ek qataii tai-shuda faisla hota hai