Surah Al-Ahzab Verse 52 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Ahzabلَّا يَحِلُّ لَكَ ٱلنِّسَآءُ مِنۢ بَعۡدُ وَلَآ أَن تَبَدَّلَ بِهِنَّ مِنۡ أَزۡوَٰجٖ وَلَوۡ أَعۡجَبَكَ حُسۡنُهُنَّ إِلَّا مَا مَلَكَتۡ يَمِينُكَۗ وَكَانَ ٱللَّهُ عَلَىٰ كُلِّ شَيۡءٖ رَّقِيبٗا
us ke baadh aur aurte aap ke liye halaal nahi aur na ye (durusth hai) ke in ke badhle aur aurto se (nikaah kare) agar che in ki surath acchi bhi lagti ho, magar jo teri mamloka ho, aur Allah ta’ala har cheez ka (pura) nigehbaan hai