Surah Al-Ahzab Verse 55 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Ahzabلَّا جُنَاحَ عَلَيۡهِنَّ فِيٓ ءَابَآئِهِنَّ وَلَآ أَبۡنَآئِهِنَّ وَلَآ إِخۡوَٰنِهِنَّ وَلَآ أَبۡنَآءِ إِخۡوَٰنِهِنَّ وَلَآ أَبۡنَآءِ أَخَوَٰتِهِنَّ وَلَا نِسَآئِهِنَّ وَلَا مَا مَلَكَتۡ أَيۡمَٰنُهُنَّۗ وَٱتَّقِينَ ٱللَّهَۚ إِنَّ ٱللَّهَ كَانَ عَلَىٰ كُلِّ شَيۡءٖ شَهِيدًا
un aurto par koyi gunaah nahi, ke wo apne baapo aur apne beto aur bhaiyyo aur bhatijo aur bhaanjo aur apni (mel jol ki) aurto aur milkiyath ke ma teheto (laundi ghulaam) ke saamne ho (aurto!) Allah se darti raho, Allah ta’ala yaqinan har cheez par shaahid hai