Surah Ghafir Verse 43 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi
Surah Ghafirلَا جَرَمَ أَنَّمَا تَدۡعُونَنِيٓ إِلَيۡهِ لَيۡسَ لَهُۥ دَعۡوَةٞ فِي ٱلدُّنۡيَا وَلَا فِي ٱلۡأٓخِرَةِ وَأَنَّ مَرَدَّنَآ إِلَى ٱللَّهِ وَأَنَّ ٱلۡمُسۡرِفِينَ هُمۡ أَصۡحَٰبُ ٱلنَّارِ
Yeh yaqeeni amar hai kay tum mujhay jiss ki taraf bula rahey ho woh to na duniya mein pukaray janey kay qabil hai na aakhirat mein aur yeh (bhi yaqeeni baat hai) kay hum sab ka lotna Allah ki taraf hai aur hadd say guzar janey walay hi (yaqeenan) ahl-e-dozakh hain