Surah Fussilat Verse 16 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Fussilatفَأَرۡسَلۡنَا عَلَيۡهِمۡ رِيحٗا صَرۡصَرٗا فِيٓ أَيَّامٖ نَّحِسَاتٖ لِّنُذِيقَهُمۡ عَذَابَ ٱلۡخِزۡيِ فِي ٱلۡحَيَوٰةِ ٱلدُّنۡيَاۖ وَلَعَذَابُ ٱلۡأٓخِرَةِ أَخۡزَىٰۖ وَهُمۡ لَا يُنصَرُونَ
bil aaqir hum ne un par ek tez wa tundh aandhi man’hoos dino mein bhej di, ke unhe dunyaawi zindagi mein zillath ke azaab ka maza chaka de aur (yaqeen maano) ke aaqirath ka azaab us se bahuth zyaada ruswaayi waala hai aur wo madad nahi kiye jayenge