Surah Fussilat Verse 50 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Fussilatوَلَئِنۡ أَذَقۡنَٰهُ رَحۡمَةٗ مِّنَّا مِنۢ بَعۡدِ ضَرَّآءَ مَسَّتۡهُ لَيَقُولَنَّ هَٰذَا لِي وَمَآ أَظُنُّ ٱلسَّاعَةَ قَآئِمَةٗ وَلَئِن رُّجِعۡتُ إِلَىٰ رَبِّيٓ إِنَّ لِي عِندَهُۥ لَلۡحُسۡنَىٰۚ فَلَنُنَبِّئَنَّ ٱلَّذِينَ كَفَرُواْ بِمَا عَمِلُواْ وَلَنُذِيقَنَّهُم مِّنۡ عَذَابٍ غَلِيظٖ
aur jo musibath ose pahonch chuki hai, us ke baadh agar hum ose kisi rehmath ka maza chakaaye to, wo keh uthta hai ke is ka to main haqdaar hee tha aur main to qayaal nahi kar sakta ke qayaamath qaayam hogi aur agar main apne rab ke paas waapas kiya gaya to bhi yaqinan mere liye us ke paas bhi behetri hai, yaqinan hum un kuffaar ko un ke amaal se qabardaar karenge aur unhe saqth azaab ka maza chakayenge