Surah Ash-Shura Verse 48 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Ash-Shuraفَإِنۡ أَعۡرَضُواْ فَمَآ أَرۡسَلۡنَٰكَ عَلَيۡهِمۡ حَفِيظًاۖ إِنۡ عَلَيۡكَ إِلَّا ٱلۡبَلَٰغُۗ وَإِنَّآ إِذَآ أَذَقۡنَا ٱلۡإِنسَٰنَ مِنَّا رَحۡمَةٗ فَرِحَ بِهَاۖ وَإِن تُصِبۡهُمۡ سَيِّئَةُۢ بِمَا قَدَّمَتۡ أَيۡدِيهِمۡ فَإِنَّ ٱلۡإِنسَٰنَ كَفُورٞ
agar ye mu pher le to hum ne aap ko un par nigehbaan bana kar nahi bheja, aap ke zimme to sirf paighaam pahoncha dena hai, hum jab kabhi insaan ko apni meherbaani ka maza chakaate hai, to wo us par itra jaata hai aur agar unhe un ke amaal ki wajeh se koyi musibath pahonchti hai to beshak insaan bada hee na shukra hai