Surah Az-Zukhruf Verse 24 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi
Surah Az-Zukhruf۞قَٰلَ أَوَلَوۡ جِئۡتُكُم بِأَهۡدَىٰ مِمَّا وَجَدتُّمۡ عَلَيۡهِ ءَابَآءَكُمۡۖ قَالُوٓاْ إِنَّا بِمَآ أُرۡسِلۡتُم بِهِۦ كَٰفِرُونَ
(nabi ney) kaha bhi kay agar cheh mein tumharay pass uss say boht behtar (maqsood tak phonchaney wala) tareeqa ley ker aaya hun jiss per tum ney apnay baap dadon ko paya to unhon ney kaha hum iss kay munkir hain jissay day ker tumhen bheja gaya hai