Surah Az-Zukhruf Verse 32 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Az-Zukhrufأَهُمۡ يَقۡسِمُونَ رَحۡمَتَ رَبِّكَۚ نَحۡنُ قَسَمۡنَا بَيۡنَهُم مَّعِيشَتَهُمۡ فِي ٱلۡحَيَوٰةِ ٱلدُّنۡيَاۚ وَرَفَعۡنَا بَعۡضَهُمۡ فَوۡقَ بَعۡضٖ دَرَجَٰتٖ لِّيَتَّخِذَ بَعۡضُهُم بَعۡضٗا سُخۡرِيّٗاۗ وَرَحۡمَتُ رَبِّكَ خَيۡرٞ مِّمَّا يَجۡمَعُونَ
kya aap ke rab ki rahmath ko ye taqseem karte hai? hum ne hee un ki zindagaani dunya ki rozi un mein taqseem ki hai aur ek ko dosre se bulandh kiya hai, ta ke ek dosre ko maa taheth karle jise ye log samet te phirte hai us se aap ke rab ki rahmath bahuth hee behtar hai