Surah Al-Ahqaf Verse 17 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Ahqafوَٱلَّذِي قَالَ لِوَٰلِدَيۡهِ أُفّٖ لَّكُمَآ أَتَعِدَانِنِيٓ أَنۡ أُخۡرَجَ وَقَدۡ خَلَتِ ٱلۡقُرُونُ مِن قَبۡلِي وَهُمَا يَسۡتَغِيثَانِ ٱللَّهَ وَيۡلَكَ ءَامِنۡ إِنَّ وَعۡدَ ٱللَّهِ حَقّٞ فَيَقُولُ مَا هَٰذَآ إِلَّآ أَسَٰطِيرُ ٱلۡأَوَّلِينَ
aur jis ne apne maa baap se kaha ke tum se main tang aa gaya, tum mujh se yahi kehte rahoge ke main marne ke baadh phir zinda kiya jaonga, mujh se pehle bhi ummate guzar chuki hai, wo duno janaab baari mein faryaade karte hai aur kehte hai tujhe qaraabi ho, tu imaan le aa, beshak Allah ka waada haq hai, wo jawaab deta hai ke ye to sirf aglo ke afsaane hai