Surah Al-Ahqaf Verse 26 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Ahqafوَلَقَدۡ مَكَّنَّـٰهُمۡ فِيمَآ إِن مَّكَّنَّـٰكُمۡ فِيهِ وَجَعَلۡنَا لَهُمۡ سَمۡعٗا وَأَبۡصَٰرٗا وَأَفۡـِٔدَةٗ فَمَآ أَغۡنَىٰ عَنۡهُمۡ سَمۡعُهُمۡ وَلَآ أَبۡصَٰرُهُمۡ وَلَآ أَفۡـِٔدَتُهُم مِّن شَيۡءٍ إِذۡ كَانُواْ يَجۡحَدُونَ بِـَٔايَٰتِ ٱللَّهِ وَحَاقَ بِهِم مَّا كَانُواْ بِهِۦ يَسۡتَهۡزِءُونَ
aur bil-yaqeen hum ne (khaume aadh) ko wo maqdoor diye thein jo tumhe to diye bhi nahi aur hum ne unhe kaan aankhe aur dil bhi de rakhe thein, lekin un ke kaano aur aankho aur dilo ne unhe kuch bhi nafa na pahonchaaya, jab ke wo Allah ta’ala ki aayato ka inkaar karne lage aur jis cheez ka wo mazaaq udaaya karte thein, wahi un par ulat padi