Surah Al-Fath Verse 6 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi
Surah Al-Fathوَيُعَذِّبَ ٱلۡمُنَٰفِقِينَ وَٱلۡمُنَٰفِقَٰتِ وَٱلۡمُشۡرِكِينَ وَٱلۡمُشۡرِكَٰتِ ٱلظَّآنِّينَ بِٱللَّهِ ظَنَّ ٱلسَّوۡءِۚ عَلَيۡهِمۡ دَآئِرَةُ ٱلسَّوۡءِۖ وَغَضِبَ ٱللَّهُ عَلَيۡهِمۡ وَلَعَنَهُمۡ وَأَعَدَّ لَهُمۡ جَهَنَّمَۖ وَسَآءَتۡ مَصِيرٗا
Aur takay inn munafiq mardon aur mufiq aurton aur mushrik mardon aur mushrika aurton ko azab day jo Allah Taalaa kay baray mein bad-gumaniyan rakhney walay hain. (dar-asal) enhin per buraee ka phera hai, Allah inn per naraz hua aur enhen lanat ki aur inn kay liye dozakh tayyar ki aur woh (boht) buri lotney ki jagah hai