Surah At-tur Verse 21 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah At-turوَٱلَّذِينَ ءَامَنُواْ وَٱتَّبَعَتۡهُمۡ ذُرِّيَّتُهُم بِإِيمَٰنٍ أَلۡحَقۡنَا بِهِمۡ ذُرِّيَّتَهُمۡ وَمَآ أَلَتۡنَٰهُم مِّنۡ عَمَلِهِم مِّن شَيۡءٖۚ كُلُّ ٱمۡرِيِٕۭ بِمَا كَسَبَ رَهِينٞ
Jo log imaan laaye hain aur unki aulad bhi kisi darja-e-imaan mein unke naksh-e-qadam par chali hai unki us aulad ko bhi hun (jannat mein) unke saath mila denge aur unke amaal mein koi ghaata(loss) unko na denge. Har shaks apne kasb ke aevaz rehan hai.( Every person is pledged to what he did)