Surah An-Najm Verse 23 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah An-Najmإِنۡ هِيَ إِلَّآ أَسۡمَآءٞ سَمَّيۡتُمُوهَآ أَنتُمۡ وَءَابَآؤُكُم مَّآ أَنزَلَ ٱللَّهُ بِهَا مِن سُلۡطَٰنٍۚ إِن يَتَّبِعُونَ إِلَّا ٱلظَّنَّ وَمَا تَهۡوَى ٱلۡأَنفُسُۖ وَلَقَدۡ جَآءَهُم مِّن رَّبِّهِمُ ٱلۡهُدَىٰٓ
Darasal yeh kuch nahin hain magar bas chandh naam jo tumne aur tumhare baap dada ne rakh liye hain. Allah ne inke liye koi sanad nazil nahin ki. Haqeeat yeh hai ke log mehez weham-o-gumaan ki pairvi kar rahey hain aur khwahishaat-e-nafs ke mureed bane huey hain, halanke unke Rubb ki taraf se unke paas hidayat aa chuki hai