Surah Al-Hadid Verse 21 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Hadidسَابِقُوٓاْ إِلَىٰ مَغۡفِرَةٖ مِّن رَّبِّكُمۡ وَجَنَّةٍ عَرۡضُهَا كَعَرۡضِ ٱلسَّمَآءِ وَٱلۡأَرۡضِ أُعِدَّتۡ لِلَّذِينَ ءَامَنُواْ بِٱللَّهِ وَرُسُلِهِۦۚ ذَٰلِكَ فَضۡلُ ٱللَّهِ يُؤۡتِيهِ مَن يَشَآءُۚ وَٱللَّهُ ذُو ٱلۡفَضۡلِ ٱلۡعَظِيمِ
(aao) daudo apne rab ki maghfirath ki taraf aur us jannath ki taraf jis ki wus’ath asmaan wa zameen ki wus’ath ke baraabar hai, ye un ke liye banaayi gayi hai jo Allah par aur us ke rasulo par imaan rakhte hai, ye Allah ka fazl hai, jise chaahe de aur Allah bade fazl waala hai