Surah Al-Hadid Verse 25 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Hadidلَقَدۡ أَرۡسَلۡنَا رُسُلَنَا بِٱلۡبَيِّنَٰتِ وَأَنزَلۡنَا مَعَهُمُ ٱلۡكِتَٰبَ وَٱلۡمِيزَانَ لِيَقُومَ ٱلنَّاسُ بِٱلۡقِسۡطِۖ وَأَنزَلۡنَا ٱلۡحَدِيدَ فِيهِ بَأۡسٞ شَدِيدٞ وَمَنَٰفِعُ لِلنَّاسِ وَلِيَعۡلَمَ ٱللَّهُ مَن يَنصُرُهُۥ وَرُسُلَهُۥ بِٱلۡغَيۡبِۚ إِنَّ ٱللَّهَ قَوِيٌّ عَزِيزٞ
yaqinan hum ne apne payghambaro ko khuli dalile de kar bheja aur un ke saath kitaab aur mizaan(taraazo) naazil farmaaya ta ke log adl par qaayam rahe aur hum ne lohe ko utaara jis mein saqth haybath wa quwwath hai aur logo ke liye aur bhi (bahuth se) fayde hai aur is liye bhi ke Allah jaan le ke us ki aur us ke rasulo ki madad be dekhe kaun karta hai, beshak Allah quwwath wala aur zabardasth hai