Surah Al-Hadid Verse 4 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Hadidهُوَ ٱلَّذِي خَلَقَ ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَٱلۡأَرۡضَ فِي سِتَّةِ أَيَّامٖ ثُمَّ ٱسۡتَوَىٰ عَلَى ٱلۡعَرۡشِۖ يَعۡلَمُ مَا يَلِجُ فِي ٱلۡأَرۡضِ وَمَا يَخۡرُجُ مِنۡهَا وَمَا يَنزِلُ مِنَ ٱلسَّمَآءِ وَمَا يَعۡرُجُ فِيهَاۖ وَهُوَ مَعَكُمۡ أَيۡنَ مَا كُنتُمۡۚ وَٱللَّهُ بِمَا تَعۡمَلُونَ بَصِيرٞ
wahi hai jis ne asmaano aur zameen ko che din mein payda kiya, phir arsh par mustawi ho gaya, wo (qoob) jaanta hai us cheez ko jo zameen mein jaaye aur jo us se nikle aur jo asmaan se niche aaye aur jo kuch chad kar us mein jaaye aur jahaa kahi tum ho wo tumhaare saath hai aur jo tum kar rahe ho Allah dekh raha hai