Surah Al-Anaam Verse 104 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Anaamقَدۡ جَآءَكُم بَصَآئِرُ مِن رَّبِّكُمۡۖ فَمَنۡ أَبۡصَرَ فَلِنَفۡسِهِۦۖ وَمَنۡ عَمِيَ فَعَلَيۡهَاۚ وَمَآ أَنَا۠ عَلَيۡكُم بِحَفِيظٖ
ab bila shuba tumhaare paas tumhaare rab ki jaanib se haq bini ke zaraaye pahonch chuke hai, so jo shaqs dekh lega wo apna fayeda karega aur jo shaqs andha rahega wo apna nuqsaan karega aur main tumhaara nigraan nahi hoon