Surah Al-Anaam Verse 31 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Anaamقَدۡ خَسِرَ ٱلَّذِينَ كَذَّبُواْ بِلِقَآءِ ٱللَّهِۖ حَتَّىٰٓ إِذَا جَآءَتۡهُمُ ٱلسَّاعَةُ بَغۡتَةٗ قَالُواْ يَٰحَسۡرَتَنَا عَلَىٰ مَا فَرَّطۡنَا فِيهَا وَهُمۡ يَحۡمِلُونَ أَوۡزَارَهُمۡ عَلَىٰ ظُهُورِهِمۡۚ أَلَا سَآءَ مَا يَزِرُونَ
be-shak qasaare mein pade wo log jinhone Allah se milne ki takzeeb ki, yaha tak ke jab wo mu-ayyan waqt un par dafa-tan aa pahochega, kahenge haay afsoos hamaari kotaahi par jo is ke baare mein hoyi, aur haalath un ki ye hogi ke wo apne baar, apni pito par laadhe honge, qoob sun lo ke bori hogi wo cheez jis ko wo laadenge