Surah Al-Anaam Verse 59 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Anaam۞وَعِندَهُۥ مَفَاتِحُ ٱلۡغَيۡبِ لَا يَعۡلَمُهَآ إِلَّا هُوَۚ وَيَعۡلَمُ مَا فِي ٱلۡبَرِّ وَٱلۡبَحۡرِۚ وَمَا تَسۡقُطُ مِن وَرَقَةٍ إِلَّا يَعۡلَمُهَا وَلَا حَبَّةٖ فِي ظُلُمَٰتِ ٱلۡأَرۡضِ وَلَا رَطۡبٖ وَلَا يَابِسٍ إِلَّا فِي كِتَٰبٖ مُّبِينٖ
aur Allah ta’ala hee ke paas hai ghayb ki kunjiya (qazaane) un ko koyi nahi jaanta ba-juz Allah ke, aur wo tamaam chizo ko jaanta hai jo kuch qushki mein hai aur jo kuch daryaao mein hai aur koyi patta nahi girta magar wo us ko bhi jaanta hai aur koyi daana zameen ke taareek hisso mein nahi padta aur na koyi tar aur na koi khushk cheez girti hai magar ye sab kitaab mubeen mein hai