Surah Al-Anaam Verse 84 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Anaamوَوَهَبۡنَا لَهُۥٓ إِسۡحَٰقَ وَيَعۡقُوبَۚ كُلًّا هَدَيۡنَاۚ وَنُوحًا هَدَيۡنَا مِن قَبۡلُۖ وَمِن ذُرِّيَّتِهِۦ دَاوُۥدَ وَسُلَيۡمَٰنَ وَأَيُّوبَ وَيُوسُفَ وَمُوسَىٰ وَهَٰرُونَۚ وَكَذَٰلِكَ نَجۡزِي ٱلۡمُحۡسِنِينَ
aur hum ne un ko Is’haaq diya aur Yaqoob, har ek ko hum ne hidaayath ki aur pehle zamaane mein hum ne Nuh ko hidaayath ki aur un ki aulaad mein se Dawood ko aur Sulaiman ko aur Ayyub ko aur Yosuf ko aur Mosa ko aur Haron ko aur isi tarah hum nek kaam karne waalo ko jaza diya karte hai