Surah Al-Anaam Verse 88 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Anaamذَٰلِكَ هُدَى ٱللَّهِ يَهۡدِي بِهِۦ مَن يَشَآءُ مِنۡ عِبَادِهِۦۚ وَلَوۡ أَشۡرَكُواْ لَحَبِطَ عَنۡهُم مَّا كَانُواْ يَعۡمَلُونَ
Allah ki hidaayath hee hai, jis ke zariye apne bandho mein se jis ko chaahe us ki hidaayath karta hai aur agar farzan ye hazraath bhi shirk karte, to jo kuch ye amaal karte thein wo sab akaarath ho jaate