Surah Al-Munafiqoon Verse 4 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Munafiqoon۞وَإِذَا رَأَيۡتَهُمۡ تُعۡجِبُكَ أَجۡسَامُهُمۡۖ وَإِن يَقُولُواْ تَسۡمَعۡ لِقَوۡلِهِمۡۖ كَأَنَّهُمۡ خُشُبٞ مُّسَنَّدَةٞۖ يَحۡسَبُونَ كُلَّ صَيۡحَةٍ عَلَيۡهِمۡۚ هُمُ ٱلۡعَدُوُّ فَٱحۡذَرۡهُمۡۚ قَٰتَلَهُمُ ٱللَّهُۖ أَنَّىٰ يُؤۡفَكُونَ
jab aap unhe dekh le to un ke jism aap ko khush numa maloom ho, ye jab baatein karne lage to aap un ki baatho par apna kaan lagaaye, goya ke ye lakdiya hai, diwaar ke sahaare se lagaayi hoyi, har (saqth) awaaz ko apne qilaaf samajhte hai, yahi haqiqi dushman hai, in se bacho, Allah inhe ghaarath kare, kahaa se phire jaate hai