Surah Al-Araf Verse 131 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Arafفَإِذَا جَآءَتۡهُمُ ٱلۡحَسَنَةُ قَالُواْ لَنَا هَٰذِهِۦۖ وَإِن تُصِبۡهُمۡ سَيِّئَةٞ يَطَّيَّرُواْ بِمُوسَىٰ وَمَن مَّعَهُۥٓۗ أَلَآ إِنَّمَا طَـٰٓئِرُهُمۡ عِندَ ٱللَّهِ وَلَٰكِنَّ أَكۡثَرَهُمۡ لَا يَعۡلَمُونَ
Magar unka haal yeh tha ke jab accha zamana aata to kehte ke hum isi ke mustahiq hain, aur jab bura zamana aata to Moosa aur uske saathiyon ko apne liye faal-e-badh (misfortune) thehrate, halanke dar haqeeqat unki faal e badh to Allah ke paas thi, magar un mein se aksar be-ilm thay