Surah Al-Araf Verse 185 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Arafأَوَلَمۡ يَنظُرُواْ فِي مَلَكُوتِ ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَٱلۡأَرۡضِ وَمَا خَلَقَ ٱللَّهُ مِن شَيۡءٖ وَأَنۡ عَسَىٰٓ أَن يَكُونَ قَدِ ٱقۡتَرَبَ أَجَلُهُمۡۖ فَبِأَيِّ حَدِيثِۭ بَعۡدَهُۥ يُؤۡمِنُونَ
Kya in logon ne aasman o zameen e intezam par kabhi gaur nahin kiya aur kisi cheez ko bhi jo khuda ne paida ki hai aankhein khol kar nahin dekha? Aur kya yeh bhi unhon ne nahin socha ke shayad inki mohlat e zindagi poori honay ka waqt kareeb aa laga ho? Phir aakhir paigambar ki is tambeeh (warning) ke baad aur kaunsi baat aisi ho sakti hai jispar yeh iman layein