Surah Al-Araf Verse 201 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Arafإِنَّ ٱلَّذِينَ ٱتَّقَوۡاْ إِذَا مَسَّهُمۡ طَـٰٓئِفٞ مِّنَ ٱلشَّيۡطَٰنِ تَذَكَّرُواْ فَإِذَا هُم مُّبۡصِرُونَ
Haqeeqat mein jo log muttaqi (Allah se darne waley/pious) hain unka haal to yeh hota hai ke kabhi shaytan ke asar se koi bura khayal agar unhein choo bhi jata hai to woh fawran choukanne (alert) ho jatey hain aur phir unhein saaf nazar aane lagta hai ke unke liye saheeh tareeqe-kar kya hai