قَالَ ٱهۡبِطُواْ بَعۡضُكُمۡ لِبَعۡضٍ عَدُوّٞۖ وَلَكُمۡ فِي ٱلۡأَرۡضِ مُسۡتَقَرّٞ وَمَتَٰعٌ إِلَىٰ حِينٖ
Farmaya, “utar jao, tum ek dusre ke dushman ho. Aur tumhare liye ek khaas muddat tak zameen hi mein jaye-qarar (dwelling) aur samaan-e-zeist (dwelling and provision) hai”
Author: Abul Ala Maududi