Surah Al-Araf Verse 26 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Arafيَٰبَنِيٓ ءَادَمَ قَدۡ أَنزَلۡنَا عَلَيۡكُمۡ لِبَاسٗا يُوَٰرِي سَوۡءَٰتِكُمۡ وَرِيشٗاۖ وَلِبَاسُ ٱلتَّقۡوَىٰ ذَٰلِكَ خَيۡرٞۚ ذَٰلِكَ مِنۡ ءَايَٰتِ ٱللَّهِ لَعَلَّهُمۡ يَذَّكَّرُونَ
Aey aulad e Adam, humne tumpar libas nazil kiya hai ke tumhare jism ke qabil e sharm hisson ko dhaanke aur tumhare liye jism ki hifazat aur zeenat ka zariya bhi ho. Aur behtareen libas taqwe (piety) ka libas hai. Yeh Allah ki nishaniyon mein se ek nihsani hai, shayad ke log issey sabaq lein