Surah Al-Araf Verse 30 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Arafفَرِيقًا هَدَىٰ وَفَرِيقًا حَقَّ عَلَيۡهِمُ ٱلضَّلَٰلَةُۚ إِنَّهُمُ ٱتَّخَذُواْ ٱلشَّيَٰطِينَ أَوۡلِيَآءَ مِن دُونِ ٱللَّهِ وَيَحۡسَبُونَ أَنَّهُم مُّهۡتَدُونَ
Ek giroh ko to usne seedha raasta dikha diya hai, magar dusre giroh par gumraahi chaspan hokar reh gayi hai, kyunke unhon ne khuda ke bajaye Shayateen ko apna sarparast bana liya hai aur woh samajh rahey hain ke hum seedhi raah par hain