Surah Al-Araf Verse 40 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Arafإِنَّ ٱلَّذِينَ كَذَّبُواْ بِـَٔايَٰتِنَا وَٱسۡتَكۡبَرُواْ عَنۡهَا لَا تُفَتَّحُ لَهُمۡ أَبۡوَٰبُ ٱلسَّمَآءِ وَلَا يَدۡخُلُونَ ٱلۡجَنَّةَ حَتَّىٰ يَلِجَ ٱلۡجَمَلُ فِي سَمِّ ٱلۡخِيَاطِۚ وَكَذَٰلِكَ نَجۡزِي ٱلۡمُجۡرِمِينَ
Yaqeen jaano, jin logon ne hamari aayat ko jhutlaya hai aur inke muqable mein sarkashi ki hai unke liye aasman ke darwaze hargiz na kholey jayenge. Unka jannat mein jana utna hi namumkin hai jitna suii (needle) ke naake se ount(camel) ka guzarna. Mujreemon ko hamare haan aisa hi badla mila karta hai