Surah Al-Araf Verse 50 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Arafوَنَادَىٰٓ أَصۡحَٰبُ ٱلنَّارِ أَصۡحَٰبَ ٱلۡجَنَّةِ أَنۡ أَفِيضُواْ عَلَيۡنَا مِنَ ٱلۡمَآءِ أَوۡ مِمَّا رَزَقَكُمُ ٱللَّهُۚ قَالُوٓاْ إِنَّ ٱللَّهَ حَرَّمَهُمَا عَلَى ٱلۡكَٰفِرِينَ
Aur dozakh ke log jannat walon ko pukarenge ke kuch thoda sa pani humpar daal do ya jo rizq Allah ne tumhein diya hai usi mein se kuch phenk do. Woh jawab denge ke “Allah ne yeh dono cheezein un munkireen e haqq par haraam kardi hain