Surah Al-Araf Verse 93 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Arafفَتَوَلَّىٰ عَنۡهُمۡ وَقَالَ يَٰقَوۡمِ لَقَدۡ أَبۡلَغۡتُكُمۡ رِسَٰلَٰتِ رَبِّي وَنَصَحۡتُ لَكُمۡۖ فَكَيۡفَ ءَاسَىٰ عَلَىٰ قَوۡمٖ كَٰفِرِينَ
Aur Shoaib yeh keh kar unki bastiyon se nikal gaya ke “aey biradraan e qaum , maine apne Rubb ke paigamaat tumhein pahuncha diye aur tumhari khair kwahi ka haqq ada kardiya, ab main us qaum par kaise afsos karoon jo qubool e haqq se inkar karti hai”