Surah At-Taubah Verse 3 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah At-Taubahوَأَذَٰنٞ مِّنَ ٱللَّهِ وَرَسُولِهِۦٓ إِلَى ٱلنَّاسِ يَوۡمَ ٱلۡحَجِّ ٱلۡأَكۡبَرِ أَنَّ ٱللَّهَ بَرِيٓءٞ مِّنَ ٱلۡمُشۡرِكِينَ وَرَسُولُهُۥۚ فَإِن تُبۡتُمۡ فَهُوَ خَيۡرٞ لَّكُمۡۖ وَإِن تَوَلَّيۡتُمۡ فَٱعۡلَمُوٓاْ أَنَّكُمۡ غَيۡرُ مُعۡجِزِي ٱللَّهِۗ وَبَشِّرِ ٱلَّذِينَ كَفَرُواْ بِعَذَابٍ أَلِيمٍ
Allah aur us ke rasol ki taraf se logo ko bade haj ke din saaf ittela hai ke Allah mushriko se bezar hai aur us ka rasol bhi, agar ab bhi tum tauba karlo tuh tumhare haq mein behtar hai aur agar rugardani karo tuh jan lo ke tum Allah ko hara nahi sakte aur kafiro ko dukh ki mar ki qabar pahocha dijiye