Surah At-Taubah Verse 42 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah At-Taubahلَوۡ كَانَ عَرَضٗا قَرِيبٗا وَسَفَرٗا قَاصِدٗا لَّٱتَّبَعُوكَ وَلَٰكِنۢ بَعُدَتۡ عَلَيۡهِمُ ٱلشُّقَّةُۚ وَسَيَحۡلِفُونَ بِٱللَّهِ لَوِ ٱسۡتَطَعۡنَا لَخَرَجۡنَا مَعَكُمۡ يُهۡلِكُونَ أَنفُسَهُمۡ وَٱللَّهُ يَعۡلَمُ إِنَّهُمۡ لَكَٰذِبُونَ
agar jald wasol hone wala mal wa asbab hota aur halka sa safar hota tuh ye zaror aap ke piche ho lete lekin un par tuh doori aur daraaz ki mushkil pad gai,ab tuh ye Allah ki qasme khaenge ke agar hum mein quwwath wa taqath hoti tuh hum yaqinan aap ke sath nikalte,ye apni jano ko khud hee halakath mein dal rahe hai,un ke jhota hone ka saccha ilm Allah ko hai