Surah At-Taubah Verse 7 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah At-Taubahكَيۡفَ يَكُونُ لِلۡمُشۡرِكِينَ عَهۡدٌ عِندَ ٱللَّهِ وَعِندَ رَسُولِهِۦٓ إِلَّا ٱلَّذِينَ عَٰهَدتُّمۡ عِندَ ٱلۡمَسۡجِدِ ٱلۡحَرَامِۖ فَمَا ٱسۡتَقَٰمُواْ لَكُمۡ فَٱسۡتَقِيمُواْ لَهُمۡۚ إِنَّ ٱللَّهَ يُحِبُّ ٱلۡمُتَّقِينَ
mushriko ke liye ahad, Allah aur us ke rasol ke nazdik kaise reh sakta hai sivae un ke jin se tum ne ahado paiman masjid e haraam ke pas kiya hai,jab tak wo log tum se maaheda nibahe tum bhi un se wafadari karo,Allah tala muttaqiyo se muhabbath rakhta hai