Surah Hud Verse 108 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Hud۞وَأَمَّا ٱلَّذِينَ سُعِدُواْ فَفِي ٱلۡجَنَّةِ خَٰلِدِينَ فِيهَا مَا دَامَتِ ٱلسَّمَٰوَٰتُ وَٱلۡأَرۡضُ إِلَّا مَا شَآءَ رَبُّكَۖ عَطَآءً غَيۡرَ مَجۡذُوذٖ
Rahey woh log jo neik bakht niklenge , to woh jannat mein jayenge aur wahan hamesha rahenge jab tak zameen o aasman qayam hain, illa yeh ke tera Rubb kuch aur chache. Aisi bakshish unko milegi jiska silsila kabhi munqata (khatam) na hoga