Surah Hud Verse 109 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Hudفَلَا تَكُ فِي مِرۡيَةٖ مِّمَّا يَعۡبُدُ هَـٰٓؤُلَآءِۚ مَا يَعۡبُدُونَ إِلَّا كَمَا يَعۡبُدُ ءَابَآؤُهُم مِّن قَبۡلُۚ وَإِنَّا لَمُوَفُّوهُمۡ نَصِيبَهُمۡ غَيۡرَ مَنقُوصٖ
Pas (aey Nabi ), tu un maboodon ki taraf se kisi shakk mein na reh jinki yeh log ibadat kar rahey hain. Yeh to (bas lakeer ke fakeer baney huye) usi tarah pooja paat kiye ja rahey hain jis tarah pehle unke baap dada karte thay. Aur hum inka hissa inhein bharpur denge bagair iske ke is mein kuch kaat kasar ho