Surah Hud Verse 29 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Hudوَيَٰقَوۡمِ لَآ أَسۡـَٔلُكُمۡ عَلَيۡهِ مَالًاۖ إِنۡ أَجۡرِيَ إِلَّا عَلَى ٱللَّهِۚ وَمَآ أَنَا۠ بِطَارِدِ ٱلَّذِينَ ءَامَنُوٓاْۚ إِنَّهُم مُّلَٰقُواْ رَبِّهِمۡ وَلَٰكِنِّيٓ أَرَىٰكُمۡ قَوۡمٗا تَجۡهَلُونَ
Aur aey biradran e qaum, main is kaam par tumse koi maal nahin maangta , mera ajar to Allah ke zimme hai aur main un logon ko dhakke dene se bhi raha jinhon ne meri baat maani hai. Woh aap hi apne Rubb ke huzoor janey waley hain magar main dekhta hoon ke tumlog jahalat barat rahey ho