Surah Hud Verse 28 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Hudقَالَ يَٰقَوۡمِ أَرَءَيۡتُمۡ إِن كُنتُ عَلَىٰ بَيِّنَةٖ مِّن رَّبِّي وَءَاتَىٰنِي رَحۡمَةٗ مِّنۡ عِندِهِۦ فَعُمِّيَتۡ عَلَيۡكُمۡ أَنُلۡزِمُكُمُوهَا وَأَنتُمۡ لَهَا كَٰرِهُونَ
Usne kaha “aey biradran e qaum, zara socho to sahih ke agar main apne Rubb ki taraf se ek khuli shahadat par qayam tha aur phir usne mujhko apni khaas rehmat se bhi nawaz diya, magar woh tumko nazar na aayi, to aakhir hamare paas kya zariya hai ke tum maanna na chaho aur hum zabardasti usko tumhare sar chapaik dein