Surah Hud Verse 8 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Hudوَلَئِنۡ أَخَّرۡنَا عَنۡهُمُ ٱلۡعَذَابَ إِلَىٰٓ أُمَّةٖ مَّعۡدُودَةٖ لَّيَقُولُنَّ مَا يَحۡبِسُهُۥٓۗ أَلَا يَوۡمَ يَأۡتِيهِمۡ لَيۡسَ مَصۡرُوفًا عَنۡهُمۡ وَحَاقَ بِهِم مَّا كَانُواْ بِهِۦ يَسۡتَهۡزِءُونَ
Aur agar hum ek khaas muddat tak unki saza ko taalte hain to woh kehne lagte hain ke aakhir kis cheez ne usey rok rakkha hai? Suno! Jis roz us saza ka waqt aa gaya to woh kisi ke phere na phir sakega aur wahi cheez unko aa gheregi jiska woh mazaq uda rahey hain